Pankaj Udhas Songs & Ghazals are Great

Phir haath mein sharaab hai - Pankaj udhas gazhal

Phir haath mein sharaab hai - ghazal by pankaj udhas

fhir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main.....
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main,
Ye cheez lajwaab hai, ye cheez lajwaab hai,
sach bolta hoon main,
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main........

Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha......
Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha,
Mera alag hisaab hai, mera alag hisaab hai, sach bolta hoon main,
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main......
Hmm hu hun hun hmm....

Saqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh.....S
aqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh,
Sheeshe mein maahtaab hai, sheeshe mein maahtaab hai,
sach bolta hoon main,
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main.....

Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal....
Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal,
Baaki khayal-o-khwab hai, baaki khayal-o-khwab hai,
sach bolta hoon main....
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main,
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main.......


Phir haath mein sharaab hai - Video song